Shafinn's life / Choices

Yaar ko main ne mujhe yaar ne sonay na diya By Haider Ali Aatish

Posted on: March 12, 2011

Yaar ko main ne mujhe yaar ne sonay na diya

Raat bhar taal’i-e be-daar ne sonay na diya

Ik shab bul-bul-e-betaab ke jaage na naseeb

Pehlu-e-gul main kabhi khaar ne sonay na diya

Raat bhar ki dil-e-betaab ne baaten mujh se

Mujh ko is ishq ke beemar ne sonay na diya

(By Haider Ali Aatish)

Leave a comment

March 2011
M T W T F S S
 123456
78910111213
14151617181920
21222324252627
28293031